LYRIC

Har lamha dekhne ko
Tujhe intezar karna
Tujhe yaad karke aksar
Raaton mein roz jagna
Badla hua hai kuch toh
Dil in dino yeh apna

Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye
Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye

Gar kahin aisa pal ho
Toh iss pal mein mar jaaye

Mar jaaye mar jaaye
Mar jaayen ho mar jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaayen ho mar jaaye

Tujhse juda hone ka tasavur
Ek gunaah sa lagta hai
Jab aata hai bheed mein aksar
Mujh ko tanha karta hain
Khwab mein bhi jo dekhle ye
Raat ki neendein ud jaaye

Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye..(2x)

Added by

N R

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

%d bloggers like this: