LYRIC

Jab tak teri aanch mein
Boond boond main jal na lun
Jab tak tere saath mein
Chand tak main chal na lun

Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo

Oh oh oh..

Jab tak teri aanch mein
Boond boond main jal na lun
Jab tak tere saath mein
Chand tak main chal na lun

Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo

Tujhpe saje khoobsurat lage
Aisa kya dun tujhe
Aisa kya dun tujhe
Hmm haatho ki yeh lakeere sabhi
Pehna dun tujhe
Pehna dun tujhe

Jab tak meri aankhein
Tera chehra pee na le
Jab tak teri dhun mein
Hum mar na le, jee na le

Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo (x2)

Added by

N R

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

%d bloggers like this: