LYRIC

Nazron se karam tak
Imaan se dharam tak

Nazron se karam tak
Imaan se dharam tak

Haqeeqat se lekar bharam tak
Duaa se asar tak
Yeh saare safar tak
Farishton ke roshan shehar tak

Aansu se jashan tak
Junoon se janam tak
Sehre ko saja ke kafan tak

Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak

Yeh raat kaali dhal jaayegi
Ulfat ki hogi phir se subah
Jis desh aansu na dard pale
Hai waada main tujhse milunga wahaan

Zakhmon se marham tak
Judaa se milan tak
Doli mein bitha ke dafan tak

Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak
Tere sang hoon aakhri kadam tak

Aa.. aa..

Tere sang hoon aakhri kadam tak

 

Added by

Heena Khunt

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

%d bloggers like this: