LYRIC

Ye kahaan leke aayi hai khwaishein
Hmm.. dhadkane bekhudi mein jaane kya kahein
Hua kya hai tujhe
Aye mere mann baawre
Bebasi mein jaane na tu
Ye kya karein

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Ek dor koi kheenche
Khwabon ke peeche peeche
Kehna kisi ka maane naa

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Apni kismat ko khud hi badal de
Mukti ke iss patth par tu khud hi chal de
Sapne tere kabhi na honge adhure
Tere iraade bhi ab honge poore

Janam maran ke, dhaago se ab toh
Tu aise bandh jaayega ha..
Rooh ka parinda udke phir se
Iss dharti par ayega

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Saanse behakti hai mere seene mein
Aane lagaa hai mujhko mazaa ab jeene mein
Paas pachuchna hai taaron ke
Pankh laga ke armaano ke
Tu udtha hi jaayein

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

O zindagi ye jab bhi
Afsaane naye banati hai
Ashqon ke qatron ko bhi
Moti sa chamkati hai

Mit jaate hain faasle
Paas jab ye bulaati hai
Lamhon ke dhundh rahein the
Khud chal kar aa jaate hain

Pal bhar mein khushiyon ki ab
Yeh kaisi saugaat hai
Ubhar gaye do gaalon pe
Rang hain ya jazbat hain
Kyun aise mann ma..

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Ek dor koi kheenche
Khwabon ke peeche peeche
Kehna kisi ka maane naa

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Added by

N R

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO